THINCLINT Kya hai ?

TechiVerman
0

 

Hello guys aap  logo ne kai sare institute me ek computer ke sahare kai system chalte huye dekha hoga 

jisko aam taur par THINCLINT ke name se jana tata hai, isme apko ek PC (CPU) ko server banakar use clint cpu se jodkar jitna chahe utna monitor connect kar sakte hai,isse bijli ke sath sath, Kharch bhi kafi kam aata hai, or Maintenance bhi kafi kam ho jata waise to Thin Clint kai sare companies me available hai market me.

Jaise QHMPL, ENTER, V-SPACE, MEGNUM or bohot sare. 

Iske Bare kisi or Jankari ke liye App hume diye gaye E-mail par mail kar sakte hai.

 


Tags:

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)